Nazar Ki Dua in Quran – Nazar Ki Dua for Babies

Nazar Ki Dua For Babies
5
(14)

Nazar Ki Dua in Quran

Nazar Ki Dua in Quran

Nazar ka dhikr humare Nabi Muhammad Sallal Laahu Alaihi Wasallam ne kiya hai. Ye bilkul haqeeqat hai aur isse bachna har musalmaan ke liye behad zaroori hai. Kayi martaba nazar insaan ki jaan lekar hi chorti hai. Nazar aapko ache aur bure dono maqsad se lag sakti hai, lekin aap nazar ki dua in Quran parh kar khud ko isse bacha sakte hai. Agar aapko lagta hai ki aapko nazar lag gayi hai aur aap apne liye jald se jald nijat chahte hai toh abhi se nazar ki dua in Quran parhe.

Kayi martaba apke bacho ko nazar lag jati hai. Log bacho ki tareef karte hai aur bekhayali mein wo unki nazar ke shikar ho jate hai. Agar aapke bache ko nazar lag gayi hai aur wo bina kisi wajah ke roye ja raha hai ya phir uska bukhar kisi haal mein nahi utar raha hai toh aap nazar ki dua for babies parhe. Ye dua aapke bache ko har buri nazar se azad ka dega. Agar aap apne bache ko buri nazar se bachana chahte hai toh kahi jane se pehle aap nazar ki dua for babies parh kar apne bache par dum karde. Insha Allah, wo kisi bhi nazar ka shikar nahi honge.

See also  Dua For Love Of Husband and Husband Love To Wife

Nazar Ki Dua For Babies

Kayi martaba logo pass Quran ka ilm sahi se na hone ki wajah se dua nahi mil pati. Agar aapko Arabic ya urdu ka poora ilm nahi hai toh aap nazar ki dua in hindi bhi hasil kar sakte hai. Aur din bhar mein ek baar is dua ko zaroor parhe taki aap kabhi bhi kisi buri nazar ka shikar nahi honge. Aap nazar ki dua in hindi hasil karne ke liye humare molvi sb. se rabta kare. Wo aapko sabse mufeed dua aur uska tarika bata denge.

Agar aap ko lagta hai ki aapke karobar par, ghar par ya phir shadi par kisi ne nazar laga di hai aur sari barkat kam ho gayi hai toh aap nazar ki dua in Quran ka istemal kare. Aapko bahot jald iska fayda hasil hoga. Agar aap pareshan hai aur koi hal nahi samajh araha hai toh aap nazar ki dua in hindi ka tarika aaj hi jaane. Insha Allah, jaise hi aap kasrat se ye dua parhenge, aapki har takleef aur nazar se paida huyi har pareshani hal ho jayegi.

See also  How to remove or get rid of black magic in 3 days in Islam

Nazar Ki Dua in Hindi

Nazar Ki Dua in Hindi

Nazar ki dua in Quran niche di gayi hai:

“Bismillahi Ar kika Min Kulli Shaiyin Yu’ Zika Min Hasadin Hasidin Wa Kuli Ainin Was Mul Laahi Yash Fika”

21 martaba is dua ko parhe aur jis kisi ko bhi nazar lagi ho uske upar dum kare. Insha Allah, bahot jald wo is pareshani se bari ho jayega.

Allah ke naam ke sath aap poore akeede se dua kare, Allah ne chaha toh aapko bahot jald shifa milegi aur kabhi dobara aap buri nazar ke shikar nahi honge.

Koi bhi pareshani ho ya takleef zyada ho toh aap humre molvi sb. se turant rabta kare, wo aapki har mumkin madad karenge aur aapko behad fayda pahuchega.

How useful was this post?

Click on a star to rate it!

We are sorry that this post was not useful for you!

Let us improve this post!

Tell us how we can improve this post?

Be the first to comment

Leave a Reply

Your email address will not be published.


*